Laaga Re Jal Laaga
Laaga Re Jal Laaga Barsa Re Jal Barsa
Zami Ki God Bhari Re Laagi Hari
Kalsi Bhari Aur Taal Bhare Goriya Ke Naina
Laaga Re Jal Laaga Barsa Re Jal Barsa
Paat Pat Ki Baat Bat Par Jhool Jhoolkar Phool Bajave Taaliyan
Ber Ber Maati Ka Dher Bole Sabur Khole Saver Ki Laliyan
Dhan Hai Dhan Hai Jal Janma Hai
Maati Ke Badan Se Ek Aur Pal Janma Hai
Samay Ki Ghurni Se Naya Kal Janma Hai
Pal Janma Re Jal Janma
Dekh Bhaalkar Aaj Kaal Par Laga Re Laga
Laaga Re Jal Laaga Barsa Re Jal Barsa
Palkon Me Soya Huva Oas Ka Dana Tha, Piya
Vo Tera Nahin Mera Sapna Tha Anjanasa, Piya
Jago Piya Sapna Jagaa
Tere Nayano Me Soya Tha Sapna Jaga
Tere Nayano Me Soya Samay Jaga Hai
Pal Jaga Re Kal Jaga
Dekh Bhaalkar Aaj Kaal Par Laga Re Laga
Laaga Re Jal Laaga Barsa Re Jal Barsa
Godi Me Dharti Ho Aakash Sar Par Bhara Bhara
Aangan Me Bajati Rahe Jhunjhuno Ki Sada, Sada
Godi Terei Bhari Rahe, Teri Maang Me Sitare Bhare Rahe
Suhagan Lagan Suray Laaga Rahe
Jal Laaga, Re Pal Laaga
Ek Baar To, Pure Chand Ko Laaga Re Laaga
Laaga Re Pal Laaga Laaga Re Jal Laaga