Ur Jaa
Ur Jaa -Niraj Chag /Japjit Kaur
Ashq chubhte hi honge aankhon mein
Banke kaante kai
Kisi maasoom chehre ki yaadein
Hongi bheetar kahin
Aandhiyon ki goonjon se lipti hi hogi
Kaheen ik meethi aawaaz
Hasti muskuraati vo maasoom kali thi
Jis se tumne kahaa
ChorusUrr Jaa pahaaron ke peeche
Tu jaa ambar ke neeche
Tu jaa khushiyon ke jaahaan mein
Tu jaa ur jaa ur jaa
ChorusUrr Jaa pahaaron ke peeche
Tu jaa ambar ke neeche
Tu jaa khushiyon ke jaahaan mein
Tu jaa ur jaa ur jaa
Kaisi mushqil ghari hogi jismein
Bichhrey hum tum kahin
Dil ke tukron pe pathhar sajaye
Larkharaaye kadam honge sahi
Faasalon ki sochon se tarpe hi hoge
Kabhi jab aati ho yaad
Us samay ke vo labzon ki jinse kahi thi
Tumne mujhse ye baat
ChorusUrr Jaa pahaaron ke peeche
Tu jaa ambar ke neeche
Tu jaa khushiyon ke jaahaan mein
Tu jaa ur jaa ur jaa
Zindagi ko jo maine saumpa
Tab aakhir mein ehsaas hua
Bichhray hi they kab bhalaa
Tumse kehna hai itna zaraa
Main yahaan paharon ke peeche
Yahaan ambar ke neeche
Yahaan khushiyon ke jahaan mein
Yahaan hu yahaan main yahaan
Main yahaan main yahaan
Main yahaan