Radio (Film Version)
Khushkhabri aisi mili hai
Uchhalne lage hum hawa mein
Poori huyi dil ki tamanna
Bada hi asar tha duaa mein
Khushkhabri aisi mili hai
Uchhalne lage hum hawa mein
Poori huyi dil ki tamanna
Bada hi asar tha duaa mein
Ban-than ke baal bana ke
Joota polish karwa ke
Naachenge hum ta-ta-thaiya
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan radio oo
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
O mere dil ka khoya sa tukda
Lautega ek din kabhi
Iska mujhe tha yakeen
Iska mujhe tha yakeen jaana
Sadqe mein chaahe lag jaaye isko
Saari umar bhi meri
Hoga mujhe gham nahi
Hoga mujhe gham nahi
Afsar ke jaisa aintha
Motor-gaadi mein betha
Aayega mera sipahiya
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan radio oo
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Pa pa pa prrrp prrrp
Pa pa pa prrrp prrrp
O kaaka
O mausi
O cycle waale bhaiya
Ban-than ke baal bana ke
Joota polish karwa ke
Naachenge hum ta-ta-thaiya
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan radio oo
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara