Tere Liye
Tu hi bataa
Kaun tu hai mera
Kab se tu dil mein
Rehta hai kya pata
Kyun laage mujhe
Tere bin zindagi
Ek pal bhi kabhi payegi na khushi
Tujhko pehchaana
Maine tab jaana
Ki zinda hoon main
Tere liye... sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Tere liye... sirf tere liye
wo ho...
Kya wahi aarzoo hai tujhko bhi ghere
Pal jo sang beete unki tasveere
Rakh le aankhon mein yun hum dono
Phir tu kahin bhi ho, lage paas hi mujhko
Ki zinda hoon main
Tere liye... sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Tere liye... sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Ki kaha jehdi mann di ae gal
Tu te ho sakda ae paagal
Baat meri rahi ankahi ansuni
Tu samajh le sanam
Chaahe main kahoon na kahoon, haaye
Main te jaana dil se teri hoon
Kal tak hum dono ajnabi se thhe raahon mein
Aaj hai tu hi meri saanson mein aahon mein
Koi batlaaye sapne kab chaaye
Paas kab aaye yun hum dono
Jaaga hai kya jaadu
Bas main hoon aur bas tu
Ki zinda hoon main
Tere liye... sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye
Tere liye... sirf tere liye
Har pal rahoon main sirf tere liye