Befikriyaan
Jab baatein hui
Kab raatein hui
ankho mein tere
Pal kaate kai
soye to subah banke tu mil gai
roye to dawa banke tu mil gai
khoye ko wajah banke tu mil gai
fikre saari lagne lagi
befikriya befikriya
befikriya befikriya
Tujhse Jo judi
Neende bhi udi
achhi kyu lage
Ye aadat buri
kaise kahaan ye fasana bana
dil ko chhua aur pata na chala
uthta dhuan dil chhupa na saka
mai soyi aur jagne lagi
befikriya befikriya
befikriya befikriya
Kuch der sahi do pal ko kahi
Gar hath ko tera hath jo mil jaaye
Bhaagi si meri saanse bhi thami
Dhadkan bhi kahi ik pal ko sambhal jaaye
Sohbat ye teri
Aadat hai meri
Aur bankar lat si dil ko lag jaaye
Befikriya befikriya
Befikriya befikriya