Kuch Anokhe Rules
Kuch anokhe rules hai is anokhi jung kee
Hoo baal hai safeed aur khwab aasmani rang kee

Zindagi ke panno pe
Jhurriyo ki siyahiyo se
Aisa kuch likhenge hum
Subke hosh udayenge hum
Hoo rahe naye naye usi purane dhang see
Hoo baal hai safeed aur khwab aasmani rang kee
Barsoo se takkal ko dhoop ne chuaa ko nahi
Barsoo se is dil me kuch bhi hua nahii

Uth khada hua hoon main eak udhar ki umang se
Hoo baal hai safeed aur khwab aasmani rang kee
Laa la lalaa
Budhii zindagi se ankh bhi ladaii haii
Waqt ke masloo me tang bhi aadaii hai
Budhii zindagi se ankh bhi ladaii haii
Waqt ke masloo me tang bhi aadaii hai
Uljhi se hawa me bhi hum mast hai patang see